How I shoot and edit my YouTube vlog

 Assalamualaikum dosto!  

Aaj main aapko le ja raha hoon GM WORLD ke backstage pe — jahan main apne vlogs shoot aur edit karta hoon.


πŸŽ₯ Shooting Setup


Main apne videos mostly mobile se shoot karta hoon. Light ache ho to mobile se bhi quality video aati hai.


πŸ“± Equipment I Use:

- Android Phone (1080p video)

- Budget tripod

- Collar mic for clear sound


✂️ Editing Process


Video shoot hone ke baad main use Kinemaster app ya CapCut se edit karta hoon.


Main kya karta hoon:

- Background music add karta hoon

- Jump cuts karta hoon

- Thumbnails Canva app se banata hoon


πŸ’‘ Pro Tip: Short aur engaging videos banayein. Viewers ka time important hota hai.


🎯 Final Touch


Jab sab ready ho jaye to YouTube pe upload karta hoon aur blog pe bhi share karta hoon!


Aap bhi apne vlog journey shuru kar sakte ho. Koi bhi question ho to comment zaroor karein!


Shukriya!  

– GM WORLD

Comments

Popular posts from this blog

My experience visiting Bakra mandi 2024 GM World Vlog

My YouTube Journey the beginning of GM World

Water park fun in just Rs 300 budget tour experience